Category: Uncategorized
-
Parinda
Tu hai abhi parinda nadan, Thoda samajhdaar; thoda shaitan, Chadhe teri kamyaabi har vo parwan Pahuche tu waha jaha ho shikhar Ka sabse uncha payadan…
-
KASH
Jo laahashil hai, uski khwahish Kaisi…? Jo pass hai mere,uski talash kaisi…? Jab wada hi nhi hai koi So uske puri hone ki aas kaisi? jab rashte hi hai alag-alag to manzil ek hone ki ye kash…. kaisi?
-
Aakhiri Mulakaat
Aaj ki mulakaat jaise ki Aakhiri mulakaat thi, Kuchh sune sunaye lafz they, Kuchh nayi – nayi si baat thi. Kahna tha bhut kuchh, Par wakt Kam tha yakinan Ish baat ki bhi malaal thi. Hairan thi aankhon me dekhkar Chamak uski; Khubsurti aankhon ki uski Kuchh u bemisaal thi, Anchuwa sa tha ahsaas uska…
-
Sukhe patte
Haal bigadne ki beherhal thi, Phir bhi hothon pe mere muskurahat barakar thi, Kaid they mann me kissey kayi, Na jane kayi kahaniyon ki raazdar thi, Taro taza rakha tha diary me, Per jab dekha to sukhi kachnar thi, Behish hokar puchha aakhirkar khudse, Kya main sirf inn sukhe patto ki haqdar thi??