
Haal bigadne ki beherhal thi,
Phir bhi hothon pe mere muskurahat barakar thi,
Kaid they mann me kissey kayi,
Na jane kayi kahaniyon ki raazdar thi,
Taro taza rakha tha diary me,
Per jab dekha to sukhi kachnar thi,
Behish hokar puchha aakhirkar khudse,
Kya main sirf inn sukhe patto ki haqdar thi??
Leave a comment